Zindagi Shayari | जिंदगी शायरी in Hindi | Jindagi Shayari in हिंदी | लाइफ शायरी | Life Shayari in Hindi
Zindagi Shayari |
Mere Armano Ko Yu Kuchalo Na Tum Ke ,
Ki Zindagi Adhuri Reh Jaye Meri,
Dikha De Khuda Is Kadar Karisma koi,
Ki Har Tamanna Poori Ho
Jaye Meri..!!
gir gaya aasmaan se udte hue to kya gum.
garv hai ki uddan lagayi
thi.
vo kya samjhe girne ka dard,
jo ghoslo se kabhi niklte hi
nhi…….
Pyar to zindagi ka afsana hai,
Iska apna hi ek tarana hai,
Pata hai sab ko milenge sirf aanso,
Phir bhi na jane kyo har
koi iska deewana hai..
Safar zindagi ka bahut hi hassen hai,
Sabhe ko kisi na kisi ki
talash hai,
Kisi ke pas manjil hai to raah nahi,
Aur jiske
paas raah h to manjil nahi…
Tujhe palko pe bithane ko ji chahta hai,
Teri baho se lipatne ko ji
chahta hai,
Khubsurti ki intehaa hain tu,
Tuje zindagi me
basane ko ji chahta hai…
Zindagi me agar bura waqt na aata to,
Apno mein chupe hue ger aur,
Gero mein chupe hue apne,
Humein kabhi najar nahi aate….
wo zindgi hi kya jisme mohabt nhi,
wo mohabt hi kya jisme yadein
nhi,
wo yadein kya jisme tm nhi,
aur wo tm hi kya jiske sath
hm nhi.
Zindgi ke safar ko lafzo mein piroya hai,
Apni har gazal ko dard
mein bhigoya hai,
plz aaj wah wah na kehna,
kyun ki aaj fir ye
dil kisi ki yaad mein roya hai
Zindagi mohtaaz nahi manzilon ki,
Vakt har manzil dikha deta hai,
Marta nahi koi kisi se juda hoke,
Vakt sabko jeena sikha deta
hai.
Pyar ko log Mohobbat kehte hain,
Kuch log isse bandagi kehte hain,
Magar jis pe hum marte hain,
Unhe hum zindagi kehte hain.
Zindgi tanha hai viraan hai,
bus yeh hi to meri ek pehchan hai,
sochta hun jab beth kar tanha tab,
lagta hai ki meri zindgi to
gamon Ki dukan hai,
Gam-e-Zindagi Ke Maare Hain,
Har Baazi Jeet Ke Haare Hain,
Yeh
Jo Meri Jholi Mein Pathar Hain,
Sab Mere Chahne Walon Ne Marey Hain!
Zindagi se sabhi ko mohabat hai,
Par Zindagi kisi ki mohabat nahi
banti,
Tamanna le kar jeete hai sab log,
Magar har tamanna
Taqdeer nahi banti…!!!
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab
Hai Meri Zindagi…!!
Pyar me koi to dil tod deta hai,
Dosti me koi to bharosa tod deta
hai,
Zindagi jina to koi gulaab se sikhe,
Jo khud toot kar do
dilo ko jod deta hai…!!
Zindgi se apna har dard chupa lena,
Khushi na sahi gam gale laga
lena,
Koi agar kahe mohabbat aasan hai,
To use mera toota hua
dil dikha dena…!!
Koi hain jiska ess dil ko intjaar hain..
Khyalo mein bas usi ka
khayal hain..
Khushyaan main saari us par luta du
Chahat me
uski mai khud ko mita du
Kab ayega vo jiska es dil ko intjaar h…
Life is a journey,
Har pal mein pyar hai,
Har lamhe mein
khushi hai,
Khoo do to yadein hai,
Jee lo to zindagi hai.
Khwaish aise ki aasman tak ja sako,
Dua aise ki khuda ko pa sako,
Jine ke liye pal bahut kam hai,
Jiyo aise ke har pal mein,
zindgi pa sako…
Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai,
Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi,
Jisne Khola Usne Padha Nahi,
Jisne Padha Wo Samjha Nahi,
Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi…!!
Paani Se Tasvir Kahan Banti Hai,
Khwabo Se Takdir Kahan Banti Hai,
Kisi
Ko Chaho To Sacche Dil Se,
Knunki Yeh Zindagi Phir Kahan Milti Ha
Awaj Ke Piche Ki Jo Khamoshi Jan Sake
Mere Sukhi Hui Jindgi M Jo Rang
Dal Sake
Meri Dikhai Hui Jindagi Dekh Ke To Sabhi Haste H
Dhund
Raha Hu Koi Isa Shaqks Jo Mere Dard Ko B Pehchan Sake
Zindgi Ki Rah Ma Rasty Badal Jaty Hai
Waqt Ki Andhi Ma Insan Badal
Jaty Hai
Sochty Hai Tumhe Itna Yad Na Karen Lekin
Ankh Band
Karty He Irady Badal Jaty Hai
Zindagi Me Kabhi Pyar Mat Karna
Ho Jaye To Inkar Mat Karna
Nibha
Sako To Isme Kadam Rakhna
Varna Kisi Ki Zindgi Barbad Mat Karnaa
Pyar Kar Ke Kisi Ko Dhoka Nai Dena
Doston Ko Aansuon Ka Tofa Nai
Dena
Koi Roye Aap Ko Yaad Kar K
Zindagi Mai Kabhi Esa Mouka Nai
Dena
Dil Mein Tumhare Apni Kammi Chore Jaaien Ge
Aankhon Mein Aanson Ki
Nammi Chore Jaaien Ge
Yaad Rakhna Mujhe Doondte Phiroo Ge Aik Din
Jabh
Yeh Hum Zindagi Chore Jaaien Ge
Sakht Rahon Mein Ab Asan Safar Lagta Hai,
Ab Anjan Ye Sara He Shehar
Lagta Hai,
Koi Nahi Mera Zindagi Ki Rahon Me,
Mera Ye Gum He
Mera Humsafar Hai Lagta Hai.
Zindagi Ki Raahon Mein Aise Mor Bhi Aate Hain
Saawan Ke Saath-Saath
Yehan Patjar Bhi Aate Hain
Aansuwon Ke Saagar Mein Moti Bhi Milte
Hain
Jo Dhoond Le Ose Wo Zindagi Mein Muskurate Hain
Zindagi Chahiye Mohabbat Main
Ye Ghari Doo Ghari Ki Baat Nahi
Aap
Say Koi Bhi Nahi Pehlay…
Aap Ke Baad Koi Zaat Nahi….!!
Zindagi Se Poocho Ye Kia Chahti Hai
Bus Ek Teri Wafa Chahti Hai
Kitni
Masoom Or Nadan Hai Zindagi
Khud Bewafa Hai Or Wafa Chahati Hai
Zindagi Roz Naye Rang Mein Dhal Jaati Hai
Kabhi Dushman To Kabhi Dost
Nazar Aati Hai
Kabhi Chaa Jaaye,Baras Jaaye,Ghata Beymausam
Kabhii
Ek Boond Ko Bhi Rooh Taras Jaati Hai
Zindagi Humein Deekh Ke Rohi Akele Ja Ke
Hosh Mein La Ke Humein Kudh
Tanhai Mein Rehi
Pagal Thi Zindagi Kuch Naam Se
Le Dard Asa De
Ke Gai Bewafai Ke Naam Se
Yoon Badi Der Se Paimaana Liye Baitha Hoon
Koi Dekhe Vo Ye Samajhe
Piye Baitha Hoon
Zindagi Bhar Ke Liye Rooth Ke Jaane Waale
Main
Abhi Tak Tasveer Liye Baitha Hoon
Mery Wajood Se Lipti Khushbo Tere Naam Ki Hai
Meray Dil Me Basi Her
Ek Dharken Tery Naam Ki Hai
Itna Yaqeen Ker Lay Meray Hamnasheen
Bin
Tery Meri Zindagi Baynaam Si Hai
Gam Na Karna Kabhi Zindgi Me
Kyuki Taqdeer Badalti Rehti Hai
Shesha
Wahi Rehta Hai
Bas Tasveer Badalti Rehti Hai
Har Tarah Ke Ilzaam Ko She Lete Hai
Zindagi Ko Yuhi Jee Lete Hai
Milaa
Lete Hai Jhinse Haat Dosti Ka
Un Haaton Se Phir, Zeher Bhi Pee Lete
Hai
Baithe-Baithe Jindgi Barbad Na Kijiye
Jindgi Milti Hai Kuchh Kar
Dikhane Ke Liye
Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko
To Taiyar Ho Jao
Aasman Jhukane Ke Liye
Hasna Zindagi Hai,
Has Kar Gum Bholana Zindagi Hai,
Jeet Kar
Hanse To Kya Hanse,
Haar Kar Khushiyan Manaana Zindagi Hai
Guzri Hoi Zindagi Ko Kabhi Yaad Na Ker
Taqdeer Mai Jo Likha Hai Uski
Fariyaad Na Ker
Jo Hona Hai Wo Ho Ker Rahega
Tuu Fikar Mai Apni
Hansi Barbaad Na Ker
Toofan Mein Kashti Ko Kinare Bhi Milte Hein
Jahaan Mein Logo Ko
Sahare Bhi Milte Hein
Duniya Mein Sab Se Pyari Hai Zindagi
Kuch
Log Zindagi Se Pyare Bhi Milte Hein
Na Koi Meri Manzil Hai Na Kinara
Tanhai Meri Mehfil Aur Yaadein Mera
Sahara
Unse Bichad Kar Kuch Yun Waqt Guzra
Kabhi Zindagi Ko
Tarse Kabhi Maut Ko Pukara
Has Kar Jeena Dastoor Hai Zindagi Ka
Ek Yehi Kissa Mashhoor Hai
Zindagi Ka
Beete Huye Pal Kabhi Laut Ke Nahi Aate
Yehi Sabse Bada
Kasoor Hai Zindagi Ka
Maut Ke Baad Yaad Aa Raha Hai Koi
Mitti Meri Qabra Se Uthha Raha Hai
Koi
Ya Khuda! Do Pal Ki Zindagi Aur De De
Meri Qabra Se Udaas
Jaa Raha Hai Koi
Teri Ulfat Ko Kabhi Nakam Na Hone Denge
Teri Dosti Ko Kabhi Badnam Na
Hone Dnge
Meri Zindagi Me Suraj Nikle Na Nikle
Teri Zindagi Me
Kabhi Sham Hone Na Denge
Meri Chahatain Tumse Alag Kab Hain
Dil Ki Batain Tumse Chupi Kab
Hain
Tum Sath Raho Dil Main Dharkan Ki Jaga
Phir Zindagi Ko
Sanson Ki Zarorat Kab Hai
Khushiya Itni Ho Ke Aankhon Me Ansu Jam Jaye
Lamhe Ho Itne Hasi Ke Waqt
B Tham Jaye
Dosti Nibhayenge Hum Apse Is Tarha
K Saath Guzra Har
Pal Zindagi Ban Jaye
Zara Si Zindagi Hain,Armaan Bohat Hain
Hamdard Nahin Koi,Insaan Bohat
Hain
Dil Ka Dard Sunaye To Sunaye Kis Ko
Jo Dil Ke Qarib Hain,Wo
Anjan Bohat Hain.
Zindagi Mey Her Khushi Mile Aap Ko
Aap Jis Cheez Ko Chahe Wo Mile Aap
Ko
Bus Hame Zaroor Yaad Rakh Na
Hum Wo Hai Jo Duva-O-Mey Yaad
Rakhe Aap Ko
Phool Bankar Muskarna Zindagi Hai
Muskura Ke Gum Bhulana Zindagi
Hai
Mil Kar Khush Huye To Kya Hua
Bina Mile Rishte Nibhana
Zindagi Hai
DostiKeNaam Pay Deewaanay Chalay Aatay Hain
Shama Ke Peechay
Perwaanay Chalay Aatay Hain
Tu Meri Zindagi Main Nahin Aana Chahata
Na Aa
Par Aana Meri Moat Pay Us Din To Begaanay Bhi Chalay Aatay
Hai..
Duniya Me Haqiqat Ka Pata Kuch Nahi
Ilzam Hazaro H Khataa Kuch
aNhi
Meri Zindgi Mei Kya Ha Padh Na Sakoge
Bas Ashqo Ke Daag Ha
Aur Likha Kuch Nahi
Zindage Har Pal Khas Nahi Hoti
Phuloon Ke Khusbu Hamesha Pass Nahi
Hoti
Milna Hamare Taqdeer Me Likha Tha
Warna Itni Payari Dosti
Hamare Itefaq Nahi Hoti
Post a Comment