100+ Aansu Shayari | आंसू शायरी in English Hindi Urdu for Girlfriend and Boyfriend
Aansu Shayari |
In Aansuo Ki Keemat Kahan Koi Samjh Paya Hai
Hamne To Ro Rokar
Bhi Bs Jamane Ko Hansaya Hai
Hamne To Ro Rokar Bhi Bs Jamane Ko
Hansaya Hai…
Jaane Meri Aankhon Se Kitne Aansu Bah Gaye,
Insaano Ki Bheed Mein Bhi
Dekho Tanha Rah Gaye,
Karte The Jo Kabhi Apni Wafa Ki Baatein,
Aaj
Wohi Sanam Mujhe Bewafa Kah Gaye….
Har Aag Bujh Jati Hai Barsat Mein,
Magar Dil Ki Aag Na Bujh Saki,
Aansu
Ka Paani Girta Raha,
Phir Bhi Dekho Yahan Jalti Rahi…..
Agar Yeh Jeevan Jal Bhi Jaye,
Too Aansu Na Bahana Toh Eh
Dost,
Zeevan Chaahe Tadap Bhi Jaaye,
To Phir Bhi Naa Tu Pyar
Jataana….
Tujhe Dekhe Bina Teri Tasweer Bana Sakta Hoon,
Tujhse Mile Bina Tera
Haal Bata Sakta Hoon,
Hai Meri Dosti Mein Itna Dum,
Apni Aankh
Ka Aansu Teri Aankh Se Gira Sakta Hoon…
Teri Yaadon Ke Sahare Duniya Mein Rah Lete Hai,
Teri Juddai Ka Gam
Chupchap Sah Lete Hai,
Samjhaya Dilko Yeh Raaz Chupana Hai,
Par
Aansu Banke Wo Sab Kah Dete Hai…
Ehsaas Bohut Hoga Jab Chhod Ke Jayenge,
Royenge Bohut Magar
Aansu Nahi Aayenge,
Jab Saath Na De Koi Toh Awaaz Humein
Dena,
Aasmaan Per Bhi Honge Toh Laut Aayenge…
Halat Hi Aisi Hai Ke Aansu Chhalak Aate Hain,
De Kar Ke Muhko Gham,
Sabhi Dil Ko Dukhate Hain,
Main Aaj Talak Na Samajh Paya Hun Mere
Khuda,
Mere Kiye Ehsaano Ko Sab Kyu Bhool Jaate Hain…
Hum Markar Bhi Dikha Denge Unke Liye,
Kya Woh Fir Bhi Na Humko
Chahenge,
Jab Jalaya Jaayega Sagar Unke Saamne,
Kya Hamare Liye
Do Aansu Bhi Na Bahayenge…
Ruye Hian Sabhi Toh Aakar Lash Par Hamari,
Magar Unhone Do Aansu Bhi
Na Bahaaye Hain,
Hamein Kiya Barbad Loota Hai Jis Jaalim Ne,
Door
Khade Hokar Dekho Woh Muskaraye Hain…
Jab Se Is Dil Ko Lagaya Hai,
So Bhi Toh Hum Nahi Paate Hain,
Hansana
Toh Kab Ka Bhool Chuke Hain,
Aansu Bhi Toh Ab Nahi Aate Hain…
Jakham Kuchh Aise The Dil Par,
Jo Sareaam Sabko Dikhaye Na Gaye,
Hamari
Ki Gayi Wafa Ke Badle,
Us Bewafa Se Kabhi Chukaye Na Gaye,
Jab Se Bichhda Hai Sanam Hamara,
Dil Nahin Karta Ab Jine Ko,
Saath
Lekar Chala Gaya Khusiyan,
Bas De Gaya Hamein Aansu Pine Ko…
Wo Saagar Nahi Aansu The Mere,
Jis Par Wo Kashti Chalaate Rahe,
Manzil
Mile Unhe Yeh Aarzu Thi Meri,
Is Liye Hum Aansu Bahaate Rahe…
Aansu Baha K Apna Daaman Jo Main Nichodon,
Mehandi Mila K Apne Hathon
Mein Tum Lagana,
Doli Mein Tum Utho Jab To Aaye Khayaal Mera,
Aai
Hai Mout Mujhko Tum Aisa Khayal Kerna…
Saath Deta Jo Samay Aap Hamare Hote,
Hum Bhi Doosro Ki Tarah Aapke
Pyare Hote,
Ye Mere Aansu Jinhe Ponchhne Vala Bhi Nahi Koi,
Aanchal
Inhe Milta To Sitare Hote …
Kismet ruk gai dil ke taar toot gaye,
Wo bhi rudh gaye sapne bhi toot
gaye,
Khajane mein sirf do aansu,
Jab yaad aayi aapki tho wo bhi
lut gaye…
Bhar aayi meri aankhein jab uska naam aaya,
Ishq naakam sahi fir bhi
bahut kaam aaya,
Humne mohabbat mein aisi bhi guzaari raate,
Jab
tak aansu na bahe dil ko na aaraam aaya…
Bnane wale ne kash mujhe aansu banaya hota,
Aur unki aankho me basaya
hota,
Jab girte unka ankho se unki god me,
Mujhe bhi marne ka
maza aaya hota…
Woh Toh Paani Ki Boond Hai Jo Ankho Se Beh Jaye,
Aansu Toh Woh Hai Jo
Tadap K Ankho Me Hi Reh Jaye,
Woh Pyar Kya Jo Lafzo Me Bayan Ho?
Pyar
Toh Woh Hai Jo Aakhon Me Nazar Aaye…
Aankho Ki Thi Khata, Saza Dil Ne Payi Hai,
Pyar Mein Hume Mili Yaar
Se Sirf Ruswayi Hai,
Tanhaiyo Ka Hai Daur Aur Dard Se Aankh Bhar Aayi
Hai,
Lamho Ki Thi Khata, Sadiyo Ki Saza Payi Hai…
Aansuo Ko Kaha Hai Tanhai Me Aya Karein,
Bhari Mehfil Me Humara Majak
Na Udaya Karein,
Is Par Aansu Has Kar Bole,
Bhari Mehfil Me
Tumhe Tanha Pate Hai Isiliye Chale Ate Hai…
Kaha Tha Tumne Ke Pyar Ka Wada Kabhi Na Todna,
Kaha Tha Humne Ke
Tanha Hume Kabhi Na Chhodna,
Kyou Ki Aansuo Ko Hum Pee Na Payenge,
Tumsa
Juda Hoka Hum Jee Na Payenge…
Zindagi Hai Khoobsurat Par Mohabbat Hai Uski Zaroorat
Har Ek Saks Ki
Nigahon Mei Basti Hai Kisi Dilbar Ki Surat
Chalakte Hain Aankhon Se
Aansu Yaadon Mei Kisi Ki
Ban Jaate Hain Wo Bhi Bejaan Koi Murat…
Adhuri Meri Bhi Kahani Rah Jayegi
Adhuri Teri Bhi Zindagani Reh
Jayegi
Baithoge Jab Bhi Fursat K Palo Me Yaad Kroge Muzhe Hi
Aankho
Se Behne Wale Aansu ‘Kumar’ Teri Nishani Rah Jayegi…
Pyar Ke Liye Rishto Ki Jarurat Na Hoti
Baat Ke Liye Sabdo Ki Jarurat
Na Hoti
Dil Ki Baate Jo Aap Samajh Jaate
Ankho Ko
Aansuo Ki Jarurat Na Hoti…
Kalam Chalti Hai To Dil Ki Awaz Likhta Hoon
Gham Aur Judai Ke
Andaz-E-Bayaan Likhta Hoon
Rukte Nahi Hain Meri
Aankhon Se Aansu
Main Jab Bhi Uski Yaad Mein Alfaz Likhta
Hoon…
Yaaro Mere Marne Ke Baad,
Aansu Mat Bahana…
Yaaro… Mere Marne Ke
Bad,
Aansoo Mat Bahana…
Koi Rasta Nahi Dua Ke Siva
Koi Sunta Bhi Nahi Khuda Ke Siva
Maine
Zindagi Koi Kareeb Se Dekha Hai Dost
Muskil Mein Koi Sath Nahi Deta
Aansu Ke Siva
Wo Aansu Jo Palko Ki Zeenat Nahi Bante
Wo Chupke Se Dil Mein Utar
Jaya Karte Hain
Kuch Log Apne Dukho Ki Numaish Nahi Karte
Bas
Khamoshi Se Hi Bikhar Jaya Karte Hain…
Jane Kyun Aansuo Se Aankh Bhar Aayi
Dil Ko Shayad Tumhari Yaad Bahut
Aayi
Chahat Thi Itni Tum Se Milne Ki
Lekin Ye Baat Uperwale Ko
Kabhi Raas Na Aayi…
Hum Rooth Jayenge To Manaane Ka Wada Kiya Tha
Hum Door Jayenge To
Bulaane Ka Wada Kiya Tha
Aaj Palkon Pe Aansu Bhar Diye Jisne
Zindagi
Bhar Hasaane Ka Wada Kiya Tha…
Apni Aankho Mein Lakhon Sawal Rakhta Hoon
Magar Main Gareeb Apna Tuta
Dil Sambhal Rakhta Hoon
Bahut Purana Talluq Hai Mera Aansuon Se
Hamesha
Jeb Mein Bhiga Rumal Rakhta Hoon
Karoge Yaad Ek Din Is Pyar Ke Zamane Ko
Chale Jayenge Jab Hum Kabhi
Na Vapas Aane Ko
Chalega Mehfil Mein Jab Zikr Hamara Koi
To Tum
Bhi Tanhai Dhundoge Aansu Bahane Ko
Dilon Mein Aarzu Ke Diye Jalte Rahenge
Aankhon Se Aansu Nikalte
Rahenge
Aap Shama Bankar Dil Mein Roshni Karna
Hum Mom Bankar
Pighalte Rahenge
Rishton Ki Duniya Mein
Sabse Pyari Hai Dosti Tumhari
Manzoor Hai
Aansu Bhi Akhon Mein Humari
Agar Aa Jaye Muskan Chehre Pe Tumhari
Pyase Ko Ek Katra Pani Kafi Hai
Ishq Mein Char Pal Ki Zindgani Kafi
Hai
Doobne Ko Samander Mein Jayein Kahan
Aapki Aankh Se Tapka
Voh Pani Kafi Hai
Post a Comment