Inspirational Shayari in Hindi | Motivational Shayari in Hindi
Inspirational Shayari |
Ajab bemaqsad hai salsila-e-mohabbat bhi,
Yeh lamha humse ab guzara
nahi jaata,
Nahi door tak jeet ke aasaar kahi bhi magar,
Na
jaane kyu humse haara nahi jaata.
Na kar tamanna aye dil tu kisi ko paane ki,
Badi bedard nigahe hai
iss zamane ki,
Khud ko bana le kabil tu ab iss kadar,
Ki rakhe
log tamanna sirf tujhi ko paane ki.
Manzil Insaan Ke Hausle Aazmati Hai,
Sapno Ke Parde Ankhon Se
Hatathi Hai,
Kisi Bhi Baat Se Himmat Na Harna mere dost,
Thokar hi Insaan Ko Chalna Sikhati Hai.
Raah e zindagi me aise mod bhi aate hai,
seedhe rakhe kadam bhi
dagmaga jaate hai,
behake kadamo ko jo sambhal paate hai,
wo
mukamal insaan kehlate hai.
Waqt Se Lad Kar Jo Apna Naseeb Badal De,
Insaan Wahi Jo Apni Taqdeer
Badal De,
Kal Kya Hoga Kabhi Naa Socho,
Kya Pata Kal Waqt Khud
Apni Lakeer Badal de.
Baithe-Baithe zindgi Barbaad Na Kijiye,
zindgi Milti Hai Kuch Kar
Dikhane Ke Liye,
Roke Agar Aasman Hamare Raste Ko,
To Taiyaar
Ho Jao Aasman Jhukane Ke Liye.
Kya pata maut ka kab paigam aa jaye,
jindagi ki aakhir sham kab aa
jaye,
me to talash karta hu aise mauke ko ‘Tahir’,
ki meri
jindagi bhi kisi ke kaam aa jaye.
Aakash dhara se ek raat bola ye,
teri chati par bahut bojh rehta h,
dharti boli, tu roo deta pal bhar mein,
samrthwan hi sab dukh
–sukh sehta h.
Rehne De Aasma Zameen Ki Talash Kar,
Sab Kuch Yahi Hai Na Kahi Aur
Talash Kar,
Har Arzoo Puri Ho To Jine Ka Kya Maza,
Jeene Ke
Liye Bas Ek Kami Ki Talash Kar.
Jo ho gaya use socha nahi karte,
jo mil gaya use khoya nahi karte,
hasil unhe hoti h manjil,
jo waqt halat or kismat pe roya nahi
karte.
Abhi to baaz ki asli uddan baki h
Abhi to aapka immtihan baki h
Abhi tak to aapne jammi dekhi h
Abhi to pura aasmaan baki h.
Wo Khud Hi Teh Karta H Manjil Aasmano Ki,
Parindo Ko Nahi Di Jati
Taleem Udaano Ki,
Rakhta H Jo Housla Aasmaan Chune Ka,
Usko
Nhi Hoti Parwah Gir Jane ki.
Darr Nahi Lagta Mujhe Haar Jaane Se,
Haaro Ge Tum Mere Dur Jaane Se,
Aaj Paas Hun Toh Qadar Nahi Tumko,
Yaqeen Karo Toot Jaoge Tum
Mere Chale Jaane Se.
Khokar paane ka maja hi kuch aur hai,
Roo-kar muskurane ka maja hi
kuch aur hai,
Haar to zindagi ka hissa hai mere dost,
Harne ke
baad jitne ka maja hi kuch aur hai.
Musqilon Mein Bhag Jana Aasan Hota Hai,
Har Pehlu zindagi ka Imtehan
Hota Hai,
Darne Walo Ko Kuch Milta Nahi Zindagi Mein,
sangarsh
krne Walo Ke Kadmo Me Jaha Hota Hai.
Muskilen dil ke irade aajmati hai,
sewpan ke parde nigahon se hatati
hai,
hausala mat haar girkar oh mushafir,
thokare insaan ko
chalna sikhati hai.
Rehne Do Aasman Zameen Ki Talash Karo,
Sab Kuch Yahi Hai Kahi na Aur
Talash Karo,
ho har khawaish Puri To Jeene Ka Maaza kya hai,
Jeene Ke Liye Bas Ek Kami Ko din-raat Talash Karo.
hai bhala ye kaisa daur sab kuch berukha sa hai,
bin tere h sathiya
ab jeena bhi daga sa hai,
roj puchenge wo haal ajnabiyo se mera,
ek din to vilayato mein aana-jana hona mera bhi hai.
Himmat mat har rak hausla wo manjar bhi aayega,
Pyase ke paas chal
ke khud samundar bhi aayega,
Yu thak-har kar na baith aye-manzeel ek
musafir,
Manzeel bhi milegi aur milne ka maja bhi aayega.
Tu apne gamo ki yun numaish na kar,
jo teri kismat mein nahi hai use
pane ki khawish na kar,
jo tera hai wo tere dar par chal kar khud
ayega,
tu iss baare me hi soch kar apni zindgi barbaad mat kar.
Phulon se zyada haseen muskan ho aapki,
chand sitaron se zyada unchi
shaan ho aapki,
zindagi ka sirf ek hi ho maksad aapka,
ki
asman se bhi unchi rahe udan apki.
Dua hai ki kamyabi ke har sikhar pe aap ka naam hoga,
Aapke har
kadam par duniya ka salam hoga,
Himmat se mushkilon ka samana karna
hamari dua hai,
Ki waqt bhi ek din aapka gulam hoga.
Aisa Nahi Ki Raah Mein Rehmat Nahi Rahi,
Pairo Ko Tere Chalne Ki
Aadat Nahi Rahi,
Kashti Hain To Kinara Nahi Hai Door,
Agar
Tere Irado mein hai Bulandi Bani Rahi.
Jeevan mein fal pane ke liye ,
sharam karni padti h,
ishwar
sirf lakeeren deta h,
rang khud hi bharna padta h
Zindagi Choti Nahi hoti Bas Hamari
Khwaish Badal Jaati Hai,
Usi Tarah Koi Bura Nahi Hota Bas
Hamari Soch Badal Jaati Hai.
Dur Rehkar Bhi Humse Vasta Rakhna,
Mulakat Na Sahi Par Bato Ka
Silsila Rakhna,
Chu Lo Asmaa Ko Tum Ye Meri Tamanna H,
Par Hum
Tak Vapas Aane Ka Rashta Rakhna.
Haath mein usko kalam ka aana accha lagta hai,
usko bhi school ko
jana accha lagta hai.
bada kar diya ghardish ne waqt se pehle warna,
sar pe kisko bojh uthana achchha lagta ha.
Manzile insan ke hausle aazmati h,
Sapno ke parde aankho se hatati
h,
Kisi bhi baat se himmat na harna,
Thokar hi insan ko chalna
sikhati h.
Khuda dil ke irade aajmata h,
sapno ke parde aankho se hatata h,
hausla mat harna jidagi mein kabhi,
kyunki dard hi insaan ko
jeena shikata h.
Post a Comment