Sharabi Shayari | Sharabi Status | Daru Shayari | Daru Quotes
Sharabi Shayari |
Teri aankhon se yoon to saagar bhi piye hain maine,
Tujhe kya khabar
judaai ke din kaise jiye hain maine…
Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke
Aana
Payasa Hu Main Barso Se Jaanam
Botal Sharab Ki Aur Ek
Glass Leke Aana..
Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab
Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me
sharab…
Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai
Tumhare naam ki do ghoont
sharaab baki hai
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana
Mere
naseeb me abhi do gaz zameen baki hai…
Main todh leta agar gulab hoti,
mai jawab banta agar sawaal hoti,
sab jante hain mai nasha nahi karta,
Par pee leta agar sharaab
hoti…
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya
Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska
Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai
Thi…
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka Andar Aane Ka Raasta
Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska Naam
Hamesha Ke Liye Bhool Gaya…
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab
Hai Meri Zindagi…
Kabhi aansu kabhi khushi dekhi,
Humne akshar majburi or bekasi
dekhi,
Unki naarazgi ko hum kya samjhe,
Humne khud apni
taqdeer ki bebasi dekhi…
Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar
ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein
nazar aata hai…
Wo Bhi Din They Jab Hum Bhi Piya Karte They,
Yun Na Karo Hamse Piney
Pilaney Ki Baat,
Jitni Tumhare Jaam Mein Hai Sharab,
Utni Hum
Paimaney Mein Chod Diya Kartey They…
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai..
Na kisi se
marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha
jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte
hai….
Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab
Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me
sharab…
Kuch log peete hain gam bhoolane ko……
kuch log peete hain koi aur
gam bhoolaane ko….
par ai dost ye kya………
hum to mahoal na
milane ke gam mein peete hain…..
Peene Pilane Ki Kya Baat Karte Ho,
Kabhi Hum Bhi Piya Karte The,
Jitni Tum Jaam Mein Liye Baithe Ho,
Utni Hum Paimaane Mein
Chod Diya Karte The…
Pi Hai Sharab Har Gali Ki Dukan Se,
Dosti Si Ho Gayi Hai Sharab Ki
Jam Se,
Gujre Hai Hum Kuch Aise Mukam Se,
Ki Aankhen Bhar Aati
Hai Mohabbat Ke Nam Se..
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi
Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har
Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…
Peetay They Sharab Hum,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar,
Mehfil
Me Gaye The Hum,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…
Maikhane me jab hamne paimana uthaya,
To paimane ko bhi ham par rona
aaya,
Hamne jitna usko chalka kar piya hai,
Utna hi usne meri
aankho ko jyada rulaya.
Wo dil kaha hai ab jisse pyar kare ham,
Majburiya hi sath diye jaa
raha hu main,
Pehle zindagi sharab thi ab sharab zindagi hai,
Koi pila raha hai aur piye ja rahe hum.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gam Ka khud-b-khud dil ka
Rasta Band Ho Gaya,
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Choo Liya hai,
Uska bewafa ka naam Hamesha Ke Liye Bhool Gaya.
Tum agar gulab hote to tod leta,
Tum agar sawal hote to jawab deta,
Log jante hai ki main peeta nahi hoon,
Phir bhi pee leta agar
tum sharab hote.
Dil Pe Jab Se Sharab Ka Pehra Lag Gaya,
Gham Ka dil mein Aane Ka
Rasta Band Ho Gaya
Zubaan Ne Jab Se Sharab Ko Chhu Liya,
Uska
pyar Hamesha Ke Liye dafna diya.
Ye mere honth hai ya chalke hue paimane,
aisa lagta hai ki har aur
hi mehkane hai,
jane kya baat hai tujhme oh sitamgar,
ham tere
har andaj ke deewane hai.
Har Baat ka koi Jawab nahi hota,
Har Ishq ka naam kharab nahi hota,
yu to jhoom lete hai nashe me pinewale bhi,
magar Har nashe Ka
naam sharab nahi hota.
Yaari sharab peene ki jaga mukarara mat karo,
ladkhadane ki koi nahi
mukarara mat karo,
aisi jagah kaha hai jaha khuda nahi,
tum
ibadat ke liye koi jagah mukarara mat karo.
Pamana Liye Baitha Hoon,
Par Mat Samajna Ki Piye Baitha Hoon,
Dil Tod Kar Jane Wali Bewafa Sanam,
Abhi Tak Teri Tasveer Liye
Baitha Hoon.
Pyaar Mein Jo Dagmagaye Kadam,
Aakar Doob Gaye Hum Paimane Mein,
Jo Thukraye Gaye Har Dar Se,
Aakar Thehar Gaye Maikhane Mein.
Ibarat tak Chapi Thi Mehkhane Par,
Har Shkhsiyat Thi Waha Behkane
Par,
Maine Sharab Nahi Pee Laakh Manane Par,
Kambakt Tera Naam
Tak Chapa Tha Paimane Par.
Nazar saaki par hai aur lab paimaane par,
Dil hamara hai aaj fir
kisi ke nishaane par,
Wo khaali pyala liye lete hai kabar main apni,
Kehte hai sharab milaegi jannat aa kaane par.
Sharabi ilzaam sharab ko deta hai,
Aashiq ilzaam shabaab ko deta
hai,
Koi nahi karta kabool apni bhool,
Kaante bhi ilzaam
gulaab ko dete hai.
jo manzil tak pahunch jaaye wo musafir hi kya,
jo pee ke behak jaaye
wo sharabi hi kya,
chal kadam-dar-kadam mere sath uss jaha tak,
jo thak gaya safar mein to wo hamsafar hi kya.
Badal ka bheja hua salaam leta hoon,
waqt ke hath bhi tham leta
hoon,
maut ruk jaati hai pal bhar ke liye , aye dosto,
jab
mein hathon mein sharab ka jaam leta hoon.
Khuda ne husn ko pyale mein rakh diya,
phir uss or ishq ka mulamma
chada diya,
mohabbat ki aag se pighalkar jo bani,
usi she ka
usne sharab ka naam rakh diya.
Teri aankho me mujhe rind bana dala,
honth tere mehkana hai paimane
se bhara pyala,
peene wale jo bhi dekhe khud behak jaye,
teri
aankho ne jane kya jaadu kar dala.
Maine kabhi pee nahi, dosto ne pila di,
inkar jo aaya labo par, uski
kasam laga di,
ik baar jo utar gayi seene mein ye sharab,
maine jaha ki saari dushwariya bhula di.
Kaash humne tumse dil lagaya n hota,
to ye gam ka bhoj dil pe aaya n
hota,
sharabi n kehe zamane wale mujhko,
agar humne paimane ko
hontho se lagata n hota.
Tumne to badhe araam se dil tod diya,
lakar mujhe gam ke raste par
chod diya,
ye to saqi ki bahut meharbani hai,
usne iss tute
dil ka sharab se ristha jod diya.
Jinda hu mein agar to ye jindagi sharab hai,
dosto maaf karna mujhe
meri bandage sharab hai,
yu to mile hai ab tak zamane se bahut gam,
lekin jo pass hai bachi, wo har kushi sharab hai.
Pyar karne wale hi jaha abaad karte hai,
duniya ko gam ki kaid se
azaad karte hai,
khud to peete hai deewane sharabe-gam,
auro
ki salamati ke liye sabse fariyad karte hai.
Mein jaa raha hu saaki ab chod ke mehkana,
agar pilane ka shaur nahi
to ye tod de paimana,
agar hosh rahe baaki to ye mehkashi bhi kya
hai,
ab phir n kabhi tum kisi deewane ko azmana,
Yaaro kaha mein shok se peeta hu,
gham bhulane ke liye hosh se peeta
hu,
mat kahiye mujhse sharab chodne ke liye,
sharab peeta hu
esliye to jeeta hu.
Zindagi ka sath nibhata raha hu mein,
pyar ke geet gungunata raha hu
mein,
na jane kab aa jaye maut ka paigam,
yahi sochkar har
jaam uthata raha hu mein.
Mohabbat mein deewane ko milta kya h,
kuch dard aur ruswaiyo ka
khazana,
log kehte hai ki peeta hai deewana,
mafar sharab to
hai deewane ke jeene ka bahana.
Ye sanse kya hai jaise koi paimana hai,
ye zindagi kya jaise koi
mehkahan hai,
sambhal ke peena hai sharab peena wale,
iss
paimane ka tutna hi marr jana hai.
Aaj itna pila jaalim ki hosh na rahe,
dard ka ehsaas mit jaye, koi
gam n rahe,
katra-katra jism mein yu aag bhar jaye,
jal jaye
jism apna magar hosh na rahe.
Har taraf khamoshi ka saya hai,
Zindagi me pyaar kisne paya hai,
Hum yaadon mein jhoomte hai uski aur zamana kehta hai,
“Dekho
aaj phir peekar aaya hai.”
Jaam pe jaam pine se kya fayda
Shaam ko pee subah utar jayegi…
Are 2 boond mere pyar ki pee le,
Zindagi sari nashe me he
gujar jayegi…
Peeta Tha Sharab mai,
Usne Chudadi Apni Kasam Dekar…
Mehfil Me
Gaya Tha mai,
Yaroon Ne Piladi Uski Kasam Dekar…
Ye jo peene pilane ki baat karte hai,
unse keh do kabhi hum bhi piya
karte the,
jitni piker ye bahak jate hai,
utni to hum gilaso
me chhod diya karte the…
Teri Yaad Ne Hamhe Jeene Na Diya;
Chain Se Humko Ab Marne Na Diya;
Hum Peete Hai Teri Yaad Me Zalim;
Par Iss Duniya Ne Hame Peene
Na Diya!
Sharaab Dard Ki Dawa Hai
Peene Se Koi Kharabi Nahi
Dil Ke Dard
Se Peete Hain
Waise Hum Sharaabi Nahi…
Dil ke dard se bada koi dard nahin hota..
Aashiqon ka sharab ke siva
koi humdard nahin hota..
Aur jb dil toot ta hai to aansu unke bhi
nikalte hain..
Jo kehte hain ki “mard ko dard nahin hota..
Raat Chup Chap Hai Par Chand Khamosh Nahi,
Kaise Kah Doon K Aaj Phir
Hosh Nahi,
Aisa Dooba Hoon Main Tumhari Aakhon Mein,
Haat Mein
Jaam Hai Par Pine Ka Hosh Nahi….!!!
Main todh leta agar gulab hoti,
mai jawab banta agar sawaal hoti,
sab jante hain mai nasha nahi karta,
Par pee leta agar sharaab
hoti…
Ho chuki mulakaat abhi salaam baaki hai
Tumhare naam ki do ghoont
sharaab baki hai
Tumko mubarak ho khushiyoon ka shamyaana
Mere
naseeb me abhi do gaz zameen baki hai…
Hamesha yad ati hai unki..
Aur mood ho jata hai kharab..
Tab
Hamesha lekar baithe hai hum…..
ek hath me Kalam aur ek hath me
sharab…
Meri Kabar Pe Mat Gulaab Leke Aana
Na Hi Haathon Mein Chiraag Leke
Aana
Payasa Hu Main Barso Se Jaanam
Botal Sharab Ki Aur Ek
Glass Leke Aana..
Nasha hum karte hain ,
ilzaam sharaab ko diya jaata hai,
magar
ilzaam sharaab ka nahi unka hai,
jinka chehraa hume har jaam mein
nazar aata hai…
Kabhi aansu kabhi khushi dekhi,
Humne akshar majburi or bekasi
dekhi,
Unki naarazgi ko hum kya samjhe,
Humne khud apni
taqdeer ki bebasi dekhi…
Khushiyo Se Naraz Hai Meri Zindagi,
Pyar Ki Mohtaz Hai Meri Zindagi,
Hans Leta Hoo Logo Ko Dikhane Ke Liye,
Warna Dard Ki Kitaab
Hai Meri Zindagi…
Ek Jahan Maanga Tha Jisme Bahot Saara Pyar Mile,
Magar De Diya
Mehkhana Jahan Bahot Saari Sharab Thi
Ek Kandha Maanga Tha Jiska
Mujhe Sahara Mile,
Magar De Di Zindagi Jahan Duniya Bhar Ki Tanhai
Thi…
Dard ki mehfil me ek sher hum bhi arz kiya karte hai..
Na kisi se
marham Na duaon ki Ummed kiya karte hai..
kayi chehre lekar log yaha
jiya karte hai…….
hum in aasunao ko ek chehre ke liye peeya karte
hai…
Har Baat ka Koi Jawab Nahi Hota…
Har Ishq ka Naam Kharab Nahi
Hotaaa..
Yuh to Joom Lete Hai Nashe me Pine Wale
Magar Har
Nashe ka Naam Sharab Nahi Hota…
Mere Dil Mein Na Aao Varna Doob Jaaoge,
Gham E Ashkon Ke Shiwa Kuchh
Bhi Nahi Andar,
Agar Ek Bar Risne Laga Jo Paani,
Toh Kam Pad
Jaayega Bharne Ke Liye Samander…
Mera Sahara Toh Sharab Ka Pyala Hai,
Jakhmon Ne Mujhe Dard Dekar
Pala Hai,
Thokar Marker Giraya Khusi Ne Mujhe,
Toh Haath
Badhakar Ghamon Ne Sambhala Hai…
Dil Ki Zalan Mitane Ke Liye,
Tere Sitam Bhulane Ke Liye,
Peete
Hain Sharab Teri Yaad Mein Hum,
Warna Lakhon Hain Ghar Basaane Ke
Liye….
Jo Ghadi Eish Mein Gujre,
Woh Gaminat Jaano,
Jindgaani Ka
Meri,
Jaan Bharosa Kya Hai,
Ab Jo Tu Mujhe Fansata Hai,
Bata Eh Sayyaad,
Kuchh Agle
Giraftar,
Riha Huye Hain Ke Nahin,
Hosh Hi Jaate Rahen,
Toh Aadmi Kya Kar Sake,
Dekh Lu Jab Unki
Surat,
Main Karu Toh Kya Karun,
Kuchh Hosh Ho Toh,
Daag Ko Samjhayein Neko Band,
Duba Hua Hai,
Nasha E Jaam E Sharab Mein…
Nasha Hum Karte Hai,
Ilzam Sharab ko Milta Hai,
Magar Ilzam
Sharab Ka Nahi Unka Hai,
Jinka Chehra Ham Har Jam Me Nazar Ata Hai…
Mahekta hua jism tera gulaab jaisa hai,
neend k safar mein tu khwaab
jaisa hai,
do ghoo.nt pee lene de aankhon ki mastiya,
nasha
teri aankhon ka sharab ke jaam jaisa hai…
Gham-E-Dil Mein Dard-E-Tamanna Sulagti Rahi
Hum Ghamkharon Ka Anjaam
Maikhane Mein Sahi
Khuda Ab Tu Pila De Jane Kya Hashar Hai Hamara
Tune Piyas Bujhai Hamari Sharab Qaabil-E-Raham Rahi…
Sakii Dum Se Tere Chalte Rahe Maikhane,
Mere Pine Se Toote Rahe
Paimane-Paimane,
Tere Naaam Se Chalti Dil-E-Dhadkane Meri,
Taufiiq-E-Nazar Sharab Mein Surat Hai Teri…
Jahaan-E-Wafaa Khai Chot, Tere Ishq Mein Kaisi Maine
Ke Ab
Jam-E-Sharab Mein, Gire Dou Aansu Ke Sailab Mere
Shab-E-Visaal
Arzu-E-Tamanna, Nigahe Muntazir Hai Mere
Ab Na Gam-E-Naakhudaa
Mujhe, Khud Ko Mita Kar Tu Mil Hi Gai
Muddat Sey Chaha Hey Tumhain, Zakhm-E-Tamanna Dil-E-Nishat
Daagh-E-Firaaq Dil-E-Nadaan Kismat Se Churaya Hai Aitbaar
Nazzaara-E-Jamaal Muzda-E-Wisaal Lafzon Ke Fasaane Bar_Bar
Tu
Zehr De Na Jam-E-Sharab Mujeh_De Ijaazat-E-Tasleem-E-Yaar
Yaaro ki Mehfil Aise Jamai Jati Hai
Kholane se Pehle Botal Hilaayi
Jati Hai
Fir Awaz Lgayi Jati Hai
Aa Jao Tute DiL Walo
Yaha Dard-E-DiL Ki Dawa Pilayi jati hai!
Tum Haseen Ho Gulab Jaisi Ho
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho
Dil ki dhadkan main aag lagati ho
Hothon Se Lagakar Pee Jayoon
Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho…
maykhana na milla to kyu tarsta hai shrabi,
jaam tujhe hum pilla
denge.
bus farak itna hoga ki ,
kanch k pemane ki jagah ,
husan ki nigahe hongi.
Sharab Sareer Ko Khatam Krti Hai
Sharab Samaj Ko Khatam Krti Hai,
Aao Aaj Is Sharab Ko Khatam Krte Hain,
Ek Bottle Tum Khtam
Kro,
Ek Bottle Hum Khatam Krte Hai. ..
Tum Haseen Ho Gulab Jaisi Ho
Bahut Nazuk Ho Khawab Jaisi Ho
Dil ki dhadkan main aag lagati ho
Hothon Se Lagakar Pee Jayoon
Tumhe
Sir Se Paanv Tak Sharab Jaisi Ho…
Roshni karta hu andhera mitane ke liye,
Sharab pita hu main tujko
bhulane ke liye,
Kyo na ban saki tum meri zindagi ki mehbooba,
Aaj bhi rota hu main gujre zamane ke liye.
Log peete hai sharab mehkhane ja-ja kar,
jo do pal mein utar jayegi,
humne to pee hai apne mehboob ki aankho se,
jo umar bhar naa
utar payegi.
Apni hi garaj se jee rahe hai jo log,
apni hi kbaye see rahe hai jo
log,
unko bhi hai kya sharab peene se gurej,
insaan ka khoon
pee rahe hai jo log.
Mausum Bhi Hai Sharab Bhi Hai
Pehlu Mein Wo Ishq Mehtab Bhi Hai
Duniya Mein Ab Aur Chaiye Kya Mujhko,
Shaaki Bhi Hai Saj Bhi
Hai Sharrab Bhi Hai.
Dil Bana To aap Deewane Bane,
Sharab Bani To Mekhane Bane,
Kuch To Baat Hai Aap Mein Bhi,
Yui To Nahi hum pagal Bane.
Zakham Has Kar Gulab Ho Jaate,
aur Fir Lajawab Ho Jaate,
Tera
Daman Na Mil Saka mujhe,
Warna Mere Aansu kb ke Sharab Ho Jate.
Mausam bhi hai, umar bhi, shabab bhi hai,
Pehlo mein wo
rashk-e-mahtaab bhi hai,
Duniya mein ab or chaiye kya mujh ko,
Saaqi bhi hai saaz bhi hai or sharab bhi hai.
Nashe Mein Jeene Ka Maja Aata Hai,
Unki Aankho Se Peene Ka Maja Aata
Hai,
Sharab Ki Bottle Ki Tarah Lagti Hai Wo,
Use Puri Pee
Jaane Ko jee chahta Hai.
Peene do sharab abhi to shaam baaki hai,
aye yaar tere naam ka bhi
ek jaam baaki hai,
jaana aye ladkhadate hue maikhane se,
peene
do abhi to kadmo mein jaan baaki hai.
Nasha Jaruri Hai Zindagi ke Liye,
Sirf Sharab Hi kaafi Nahi Hai
Bekhudi Ke Liye,
Kisi Ki Mast Nigahon Me Doob Jao ek dafa,
Bada Haseen Samunder Hai Khudkhushi Ke Liye.
Har Phool Gulab ka Nahi Hota,
Har Jaam Sharab ka Nahi Hota,
jara Sambhalkar Chalna Mere Dost,
Har Dost Meri Tarah Wafadar
Nahi Hota.
Koi peeta hai nasha chadhane ke liye,
Koi peeta hai gham bhulane ke
liye,
Na jaane kyu duniya kehti hai sharab ko bura,
Sharabi to
ise peeta hai bas gam bulane ke liye.
Pilana farz tha to kuch bhi pila diya hota,
Sharab kam thi to paani
mila diya hota,
zuban pe sharm-o-haya ka pehra tha,
To muskura
ke sar hi hila diya hota.
Teri aankhon se aisi sharab pee maine,
Ke phir na kabhi hosh ka dawa
kiya kabhi maine,
Wo aur honge jinhe maut aa gayi hogi,
Nigah-e-yaar se paayi hai zindagi maine.
phir aansoo ke kuch fasane nikle,
maikhane se sharab ke paimane
nikle,
jo dil ka haal hamara samajh na paaye,
kyu unko hum
apne zakhm dikhane nikle.
jo manzil tak pahunch jaaye wo musafir hi kya,
jo pee ke behak jaaye
wo sharabi hi kya,
chal kadam-dar-kadam mere sath uss jahan tak,
jo thak gaya safar mein to wo hamsafar hi kya.
Beete hue kal ke kisse yaad rakhte hai,
tute hue dil ke hisse paas
rakhte hai,
mujhe shayar se sharabi banane wale dost,
hum tere
tute jaam ke seeshe bhi sath rakhte hai.
Zindagi ke sawalo ka jawab dhundta hoon,
dard ko kam kar sake wo
sharab dhundta hoon,
waqt ke haatho majboor ek shaks hoon main,
jo jeene ka de bahana wo kitaab dhundta hoon.
Post a Comment